Thursday, July 24, 2008

another effort by me n Balpreet ji

Dil ki zameen par main naam kisi ka likh baitha...
anjaane mein kisi k khwaabon mein kho baitha...
kisi se kya shikwa karein,nadaan to main tha,
jo bina dil waalon se dil lagaa baitha...
kadar na ki mere pyaar ki unhon ne...
Jo bin bole hi ruswa hume kar diya...
Tute hue dil mein in zakhamon ko bhar liya..
maine pucha kyun toda tune wadaa mera...
toh has keh gaye,bas nibhaaya na gaya...
zalim ne dil bhi usi waqt toda...
jab dil unke pyar ka gulam ho gaya...
jo mera tha sab unke pyar main nilaam ho gaya..
Khoob roya tha main unki yaadon main...
rub ko bhi dekh kar mujh par pyar aaya..
in toote armaano ne khuda se pucha...
kyu nahi kiya tune hume poora...
khud bola...jo poori ho jaeye vo tamanna hi kya...

No comments: